๐ 8 December se start ยท Sirf 25 seats
Client Ready Live Training
3 weeks mein skill se clients tak. Live classes, personal feedback, women-only.
Yeh training aap ke liye hai agar:
- Aap ke paas skill hai, lekin clients nahi mil rahe
- Aap ne course kiya, lekin next step clear nahi
- Aap housewife, student ya working woman hain aur ghar se earning karna chahti hain
- Aap tayyar hain ke 3 weeks seriously kaam karein
3 Weeks ka plan
1
Week 1, Positioning: apni niche aur ideal client choose karein, aur ek aisi service banayein jo bikti hai
2
Week 2, Personal Branding: professional LinkedIn ya Instagram profile aur 3 strong portfolio samples
3
Week 3, Client Hunting: clients dhoondein, proven templates se message karein, aur reply ko project mein badlein
AI ka sahi use
AI aap ka assistant hai, aap ki shortcut nahi.
Aap ChatGPT aur Canva se proposals, posts aur portfolio minutes mein banana seekhengi, taake aap ka time client hunting par lage.
Aap ko kya milega
- โ 3 weeks ki live classes
- โ Har class ki recording
- โ Har task par personal feedback
- โ Women-only WhatsApp support group
- โ Ready-made client message templates
- โ AI prompts ki complete list
Training ke end tak aap ke paas hoga:
Ek clear service, ek professional profile, 3 portfolio samples, aur clients ko bheje gaye real messages. Yani sirf seekhna nahi, actual kaam.
Client Ready Live Training
PKR 8,000
PKR 5,000
One-Time Fee
Payment: JazzCash ya bank transfer
Form se enroll karein8 December se start ยท Sirf 25 seats